How to Earn money with blog | Best advertising network
![]() |
Earn money with blog |
How to earn money with blog
Blog se rupaye money earn karne ke bohut sare tarike he,
Pr is post me hum me in baat karange abs network ki.
Dosto yadi aap blog se money earn karna chahte he to aapke kisi aache ads network ko join karna hoga.
What is ads network?
Ads network vo networks ya vo company jo kisi brend ya kisi doosri
products, company, ka ads dwara advertising karti he use ads networks
kahate he.
Ads network kisi or website pr apne dwara advartage karne ke liye liye gye brend ko ads dwara, postar dwara, benar dwara , advertising karti he.
Jis website pr ads show hote he uske owner ko advertising ka kuch rupya diya jata he.
Isi trah blog bna kr earning ki jati he.
Jub hum blog bna lete he to hum apne blog me advertising keiye ads network join karte he jisse hume blog se income milti he.
Jub hum koi ads network join karte he to us network dwara humari website pr ads dikhaye jate he.
Jub koi visitor's humari blog ya website pr aata he to vo us ads pr click karta he to us click karne se hume ads network dwara kuch income di jati he.
Example :-
Yadi aapke blog, se ads pr 1000 click hote he to,
Yadi aapki cpc 0.5$ he
To.
0.5*1000 =500 $
Isi trah se blog se income ki jati he.
Blog se earning kese hoti he?
Aap jub earn money online ke baare me soch rhe hote he to aapke mind me ye baat jarur aati he ki blog se earning kese hoti he.Jub hum koi ads network join karte he to us network dwara humari website pr ads dikhaye jate he.
Jub koi visitor's humari blog ya website pr aata he to vo us ads pr click karta he to us click karne se hume ads network dwara kuch income di jati he.
Example :-
Yadi aapke blog, se ads pr 1000 click hote he to,
Yadi aapki cpc 0.5$ he
To.
0.5*1000 =500 $
Isi trah se blog se income ki jati he.
Who is the best ads network ?Advertising
Ke liye bohut sare ads network he jeseGoogle adsens.
Media. Net
Info link
Bit advertise
Ext.
Yadi aap koi aacha ads network ko sellect karna chahte he to aap Google adsens or media. Net ka use kr sakte he.
Google ads network or media. Net subse jyada blogger use karte he.
Google ek bohut bdaa search engine he, Google adsens bhi Google ka hi hissa he.
Google adsens ki cpc bloggers ko bohut jyada milti he isi liye blogger subse jyada Google adsens ka upyog karte he.
Media. Net ki bhi cpc kuch hud tk sahi he, prantu media. Net ke ads apne website me lugane ke liye aapko English content hona chahiye.
Jis wajah se kuch blogger hi iska use karte he or Google adsens ka sbhi blogger use karte he.
Google adsens se website pr ads kese lugaye.
Yadi aa Google adsens se apni blog pr ads show karna chahte he to aapko subse pahale Google adsens ki policy ke anusar apne blog ko redy karna hoga. Jiski wajah se aapka adsens approve jaldi hoga or jaldi hi ads show hogi.
Or yadi aapke blog pr koi problem hogi to aapka account approved nhi hoga or ads show nhi hogi.
Comments
Post a Comment