How to make youtube channel | make youtube channel 2020


How to make youtube channel in 2020

hello dosto kya aap bhi banana chahte Hain ek YouTube channel aur money earn karna chahte hain to aap bahut sahi platform per aaye Hain yahan per main aapko YouTube channel banane se lekar monitization Tak bataunga aur agar aap Sahi tarike se Sikh lete hain aur is per kam karte hain 200% main ummid Karta Hun ki aapka YouTube channel grow home

YouTube se paise kaise kamaye

Dosto YouTube channelcreate hone ke bad niche maine aapko samjhaya hai ki aap YouTube se kaise paise Kama sakte hain aap niche screen lock karte hue jaen aur aaram se padh sakte hain YouTube se paise kamane ke tarike YouTube se paise kamane ke bahut sare tarike hain lekin unmen se main aapko sirf ek Tarika bataya hai jo ki aap ka sabse best Tarika Mana jata hai

How to create YouTube channel

doston sabse pahle baat Karen ki YouTube channel kaise create karte Hain to iske liye aapko ek phone number aur ek email ki jarurat hogi gi 
agar aapko nahin pata ki Gmail account kaise create karte hain aap link per click karke Sikh sakte hain
  1. YouTube channel create karne ke liye aapke pass Gmail account phone number hona chahie YouTube channel start karne ke liye sabse achcha browser Chrome browser Mana jata hai yahan per aap jakar 3 dot per click karke a Apne Chrome ko desktop mode open kar lijiye

  2. Desktop mode open karne ke bad aapko search engine mein youtube.com search karna hai
  3. Search karne ke bad aapko kuchh is tarike ka interface dikhai dega
  4. aur Jahan per type here likha hai vahan per aap type karenge to kuchh aur option aapke pass khul jaenge
  5. Aur yahan per Jo circle ke andar create a channel ko option hai vahan per aapko type karna hai aur aap Jaise hi circle per type karte hain ek Naya page open hota hai
  6. aur simply aapko kit start per click kar dena hai to aap ke samne ek aur naya interface dekhne ko milega
  7. agar aap apne name ko customise karna chahte hain to customise ko select kar lijiye nahin to aap apne name ko koi use karna chahte hain to use your name ko select kar lijiye

  8. yahan per aap Jo bhi apni channel ke description mein Apne channel se related kuch likhna chahte Hain to 1,000 word ka likh sakte hain aur likhane ke bad aapko save and continue par click kar dena hai
  9. to guys of finally aapka channel ban gaya hai aapko ek nayi YouTube page per la dega to dekh sakte hain upar yah Mera channel create ho chuka hai hi
  10. aur iske pass jab aap fir se Chrome browser se YouTube per jaenge to vahan per aapko ek video ka option dikh jaega aur vahan per type karenge to upload video call option a jaega aur vahan se aap apni video upload kar sakte hain Dosto video upload karte samay aapko video quality and voice quality per kafi jyada Dhyan dena hai iske powder aap apna title description kafi acchi chalegi taki aap ki video mein hundred percent  rank ho sake
to fir dekh sakte hain jaisa ki image mein circle mein Jo main video call option dikhai de raha hai vahan per type karenge to upload video ko aap a jaega aur vahan se apni video download kar sakte hain

Ab baat aati hai ki YouTube channel se paise kaise kamaye


YouTube channel se paise kamane ke liye ye aapke YouTube per monetization enable hona chahie iske liye aapko 1K subscriber and 4000 ghante ka watch zaroori hai time hona bahut jaruri hai iske pass monitization enable ho jaega agar aapke video per copyright content hai to aapka monetization enable nahin ho sakta hai iske liye aapko copyright content se bachana hai aapka monetization enable hone ke bad aap ki video per add aaegi aur add ko aapko Paisa milega Paisa aapke Bank mein transfer Ho Gaya iske liye aapse aapke Bank ki detail mein jayegi aapko jo detail mangi jayegi aapko Sahi Sahi kar dena hai
yah hamara article aapko kaise laga ummid karta hun achcha Laga hoga

Comments