How to monetizing blog with adsens | beginners guide
Hello dosto jese ki aap post ke title me padh chuke he ki ye post, how
to monetizing blog with adsens, or blogger adsens approve kese le.
Ye post blog ke monetizing ke baare me likha gya he isme hum Google adsens se blog ko monetize kese karte he iske baare me charcha kr rhe he.
![]() |
Google adsens |
Ye post blog ke monetizing ke baare me likha gya he isme hum Google adsens se blog ko monetize kese karte he iske baare me charcha kr rhe he.
How to monetizing blog with adsens
Blog ko hum kisi bhi ads network dwara monetize kr sakte he prantu me is
post me Google adsens se monetizing ke baare me btaa rhaa hun.
Yadi aapka blog Google ke hi pletform blogger pr he to aapko ise Google adsens se monetizing karne me kum paresaan I hogi.
Q ki blogger me kuch hud tk code ki jarurat nhi padti.
Pr yadi aapka blog WordPress pr he to aapko use monetize karnee kuch paresaan aa sakti he.
WordPress Google ka platform nhi he isi liye use Google adsens se
connect karne ke liye aapko Google adsens sine up karna hoga or whan se
mile huye code ko WordPress ke code me head me pest karna padta he.
Blogger ko Google adsens se kese connect kare ?
Blogger ko Google adsens se connect karne ke liye subse pahale aap apne blogger ke desh bord me login kare,
- Blogger ke dedhbord me jakar earning tab pr click kare.
- Earning tab ke baad aapke sine Google adsens sikh rhaa hoga us pr click kare.
- Ab aapke samne url fill karne ko आएगा usme apne blog ka use daale.
- Niche diye ghi jagah me email id Dale or niche diye gye do option ko enable kare.
- Next step me ab aapko redirect with host dikha rhaa hoga ab us options me click kare aapka blog adsens ke review me khud chala jayega. Redirect karne ki wajah se aapko ab code pest karne ki bhi jarurst nhi padegi.
Ab yadi aap bina blogger me login kare a play karna chahte he to :-
- Subse pahale Google search me Google adsens likh kr search kare
- Ab Google adsens ka page open hoga phir sine up Google adsens kare.
- Sine up ke liye form fill kare.
- Email id or name, blog ka url dwara form fill kare.
- Form fill hone ke bad aap adsens me login ho jayange
- AdSense ke home page pr ab aapko ek code मिलेगा use apne website ke html me jakar head section me pest kare.
- Ab aap next step me aapki website adsens ke reviews me chali jayegi.
Aaki website dwara Google adsens ke liye apply ho chuka he, yadi aapki website ko Google adsens dwara approve milta he to aapko email dwara ptaa chl jayega.
Or yadi Aapki website poori trah se teyar nhi he to aapka blog ko un
approve kiya jayega or email me messige dwara aapko ptaa chl jayega.
Isi trah se aap apni word press ki blog ya blogger ke blog ko adsens ke liye submit kr karte he.
Yadi aap blogger dwara hi requst karte he to aapko blog me code pest ki
jarurat nhi padti, q ki blogger redirect hokara khud hi adsens se
connect ho jata he.
Dosto yadi aapki meri jankari achi lugi ho to shear or comment jarur
kare aapke mind me yadi adsens se जुड़ी koi bhi question ho to aap
comments kr sakte he muje Aaki madad kr ke khusi hogi.
Comments
Post a Comment